कविता में कौन कौन सी विधाएँ होती है!sanchipt me varnan .
Answers
Answered by
1
Kavita sahitya ka wo roop hai jisme kuch chune hue shabdon ko chandon ke roop main vyakt kiya jaata hai.Kavita ki abhivyakti kayi prakar se ki jaati hai.
Kavita ki bohot saari vidhayein hain.Ye sabhi vidhayein kavita ko ek alag hi roop main prastut karti hain aur kavita ka her roop apni abhivyakti ke karan hairaan karne wala hota hai.
Kavita ki vidhayein is prakar hain:-
1)Swarpoop ke anusar
2)Shaili ke anusaar
Swaroop ke anusar-Jis kavita ko hum sunker aur dekhker samajhte hain usse
swaroop ke anusar kavita kaha jaata ahi.
Shaili ke anusaar-Is shaili main kisi kahani ka varnan kiya jaata hai.Ismein gadya uar padya dono hi shailiyon ka prayog kiya jaata hai.
Similar questions