कविता में नैतिक मूल्य क्यों आवश्यक क्या है.
pls say me the answer plss!!!!
Answers
Answered by
2
Answer:
naitik mulya hame siksha deti hai achche bure ka fark batati hai
Explanation:
Naitik mulya se hum manushyta sikhte hai
naitik mulya ek ahem hissa hai hum sabhi ke zindagi ka
naitik mulya sirf kavita ya kahaniyon me nhi hamaari zindagi me bhi hota hai lekin kuchh log dhyan dete hai kuch log nhi bhi dete hai jo log dhyan dete hai wo apne zindagi me kuch kr jate hai ya anushasit ho jaate hai unka samman samaj me bhi badh jaata hai.
I hope it helps you.
aismem13:
thank u soo much
Similar questions