Kavi ke anusar Ek Premi Aatma ka dusre Premi Aatma se Milan hota hai tu Uska Kya Parinam Hota Hai
Answers
Answer:
Premi dhudhand me firo premi mile na koi
Premi ko premi mile sab vish amrit hoyi
Yeh kabirdas ji ki sakhi h
Apke prashn ka uttr hoga :
Jb ek premi atma ka milan dusre premi atma se hota h toh mann me bhara sabhi vish amrit m badal jata h. Yaha vish ka arth h mann k voh durgun jo ki ache nhi mane jate jaise ki irsha, jalan, gussa, krodh, kam vasna, beimaani adi. Toh kavi yah kehna chahte h ki jab ek premi atma ka mila dusre premi atma se hota h toh yeh sari bhavnaye mit jati h. Yaha premi se kavi ka arth h bhagwan or bhakt. Jab koi bhakt bhagwan ko sache arth me paa leta h or yeh samajh jata h ki bhagwan har sans m hote h or unka koi akar ya roop nhi hota h.
Hope this will help u...!!
You can even shorten and write this.. I have explained it briefly so that u can understand better