(ख) कविता में कितने तरह के हाथों की चर्चा हुई है?
(ग) कवि ने यह क्यों कहा है कि 'खुशबू रचते हैं हाथ'?
Answers
Answer:
कविता में निम्न प्रकार के हाथों की चर्चा हुई है – उभरी नसों वाले हाथ, पीपल के पत्ते से नए-नए हाथ, गंदे कटे-पिटे हाथ, घिसे नाखूनों वाले हाथ, जूही की डाल से खूशबूदार हाथ,जख्म से फटे हाथ आदि।
kha) kavita mein anek tarah ke haatho ki charcha hui hai jaise ubhri nasso Wale haath , Kate-pite haath, peepal ke naye patto jaise haath ,jakhmi haath , aadi.
ga) log gareeb , amaanviya avastha mein gande naalo ke paas aur durgandh Wale ilako mein rehte hai Jo agarbattiya banate hai . ise banane hetu vah apna ghar durgandh se bhar dete hai aur apne haath bhi gande karte hai parantu uch varg ke log inhi agarbattiyo se ghar ko sugandhit karte hai aur bhagwan ki puja karte hai. Atah Kavi ne in logo ke haatho ko khushbu rachne Wale haath kaha hai .
hope u like it . pls mark me as brainliest