खेल के मैदान से लौटते हुए दो खिलाड़ियों के बीच का संवाद लिखिए।
Answers
Answered by
2
Answer:
Ek--aaj ka din bahut thaka dene wala tha.
dusra-- Haa, lekin utna hi majedaar bhi tha. Agar khel me majboot pratispardha ho tabhi asli aanad aata hai.
Ek--Thok kah rahe ho mitra, is tarah ke khel ke baad ki thakawat me bhi ek alag hi urja hoti hai.
dusra--bilkul sahi, ab yahi sakaratmak urja hame kal ke khel me pradarshan ke lie utprerit karegi aur jitne ki prerna bhi degi.
Ek--hahaha ekdam sahi kaha tumne dost, aaj to nind bhi ekdam achhi aaegi aur fir ham kal ke lie ekdam tarotaja ho jaenge.
dusra--to fir kal milte hai.
Ek--ha kal milte hai.
Explanation:
Similar questions