Hindi, asked by Shivamd3574, 10 months ago

Khan-pan shabd ka vigrah karke samas naam bataye

Answers

Answered by antara44
1

Answer:

HEY MATE HERE IS YOUR ANSWER

Explanation:

Khan -pan shabd khan aur pan ke judne se bana hai. Khan aur paan mein aur hai jiske judne se khan aur paan, Khan-pan mein badal gaya hai. khan aur paan ke bich se aur ko hatake unke bich mein yojak chinha (-) banaya gaya hai .

Isi tarah ke samas jo do shabdo ke judne se bana hai aur jinke bich mein yojak chinha ho unhe dwanda samas kaha jata hai.

Dwanda samas ke kuch aur udaharan :

  1. raja- rani = raja aur rani
  2. rasoi-ghar = rasoi ghar
  3. mata-pita = mata aur pita e.t.c

I think this answer will help you

so please follow me and mark me the brainliest plese......

Answered by nayansi7786
1

Answer:

Khan-pan = khana aur pina

Similar questions