Khoon Ko bhanumati Ka pitara kyu Kaha jata hai?in Hindi
plss ans fast I want tommoro is my exam....
Answers
Answered by
7
yo dude here u go!!!
Sharir me rakt dekhne me laal daru ke sman hota hai. Khoon ke mukhye roop se do bhag hote hain jo tarl bhag hai uuse plasma khte hain. Dusra platelets hota hai jisme laal, safed, aur berang kn hote hai. Yeh kn plasma me tayrte hain isiliye khoon ko bhanumati ka pitara kaha jata hai.
aasha hai ke ye uttar aap ke kaam aae!!!

Similar questions