khub pardon aur aage bardoo pr essay
Answers
Answered by
0
PADHO AUR AAGE BADHO
Bachhe Desh ke darpan hain. ye Rastra ki muskurahat hain. Ye Rastra ki Atma hain. Inme atit soya hua hai, Vartman karbate le raha hai aur bhbhishya ke adrisya biz boyeja rahe hai. Bachho ke bare mein kaha zata hai ki ye chamakte hue tare hain jo Ishwar ke hath se chhutkar Dharti par gir pare hain. Ye prakriti ki anmol den hain, sundartam kriti hain. Ye Manovigyan ki mulhain shikshko ki prayogshala hain. Inhe manav jagat ka nirmata kahna uchhit hoga.Inke vikas par duniya ka vikash nirbhar hai.Balak ki seva hi Vishwa ki seva hai, Manavata aur Ishwar ki seva hai.pujya Bapu ka kathan hai- ‘Satya aur Ahinsha ka paath maine baccho se sikha hai. ‘Chacha Nehru ne kaha- ‘Bacche Rastra ke bhabhishya hain.’ Garaj hai ki bachho ka swagat kiya jana chahiye. Inke Sarwangin vikash ki vyabashtha ki jani chahiye. Bachho ke bhitar ki pratibha ko ubharna hoga. Use dawana thik nahi hoga. Bachho ke atmavishwas ko nastya karna, unke man par nirasha ki chaya dalna, badha hi bhayanak pap hai. Baccho ko shabshi aur utshah ki absayakta hain. Inhi se unka jivan unatishil ban sakta hai.Siksha ka bhi mahan udeshya gyan nahi karma hai. Karya kaushal aur karmashilta hi shiksha ka mulmantra hai. jis siksha mein samaj ke kalyan aur samirdhi ke tatba nahi hai, wah kabhi bhi sacchi siksha nahi kahi ja sakti hai. Sarbangin shiksha ke trik adhar hain.- Sarir,Buddhi aur Achran. In tino ka samyak vikash hona paramavashyak hai. Balko ki kartvashilta hi sab guno ki nib hain. Karma ko Ishwar bhi kaha jata hai. Shiksha ka mahan lakshya charitra-nirman bhi hai.Kalchkra abadh gati se bardh raha hai. Pratisphardha ka daur chal raha hai. Samajik mandand badal rahe hain. Rastra ki abashktaye naye kalebar aur tebar meinprakat ho rahi hain. Lihaza, nayi pidhi ko bachpan kal se hi sambhavit chunautiyo kasamana karne ke liye tayar karna hoga. Yahi se Abhibhabak, Shishak, Samaj aur Sarkar ki bhumika nirdhrit hojati hain. shiksha har paristhitiyo mein rastra ki sashti, kintu shashwat suraksha hai. Siksha prapta karna har Nagrik ka janam shidha Adhikar hai.’Bhartiya sambhidhan mein sabhi baccho ko ‘nihsulka aur aniwarya’ shiksha hasil karne ka Adhikar hai.Sarkar ne shiksha ke sarwjanikikarn par bal diya hai. Pathyakaram ko ‘balak kendrit’ banaya ja raha hai. Niracharata aur andhvishwas ke maharog se niwaran ke liye rachanatmak rayash chal rahe hain. Babjud, ishke hamne sampurna shacharta ka lakshy aabhi tak hashil nahi kiya hai. Ish durbhagyapurna isthithi se hame ubarana hoga.Hame yeh nahi bhulna chahiye ki shiksha sway hi shakti hai. Vidya ke atirikta aur koi shreshta dan nahi hain.
hope this will help uui
plz mark it as brainlist

alexdavid67523:
BC chutaar likhna aat nahi hi toh kyu ata hai
Similar questions