Hindi, asked by marysunanda, 1 year ago

Kindly can anyone help me with nibhand on agar mein sainik hota .Please

Answers

Answered by saku26
36
agar mein sainik hota toh mein apni desh ki acchi dekbhal karta.mein apni desh ko aatangwadi(terrorism)  se bacchaungi. mein apne desh ko garv(proud)  mehsus karwati.mein sacch aur emandar hongi. mera kaam hoga desh ki rakhwali karneka. mein apne desh ke liye ladhunga(fight).   jab logo ko meri zarurat hogi tab mein unke liye hongi. Mujhe lagta hai ki log desh ka accha dhyan(care) sainik bankar rakh sakte hai.

Answered by riyasharma
56

Desh ka sainik hona bhut garv ki bat hai ek sainik jab apne desh ke liye apni jan de de to uska jeevan safal ho jata hai agar mai sainik hoti to mai desh ki pratishtha per koi anch na ane deti chahe iske liye mujhe khud ko newchhavar krna padta. iski garima banaye rakhne ke liye mai kuch bhi krti mai iski seva me apna kuch daw me lga deti kyunki matrabhumi ki raksha krna hi hamara pehle kartvya hota hai kyunki yhi hamrai aan ban aur san hai

aur fir kha bhi gya hai ki -

janni janmbhumichh swrgyadapi gariyashi arthath janm dene wali ma aur janmbhumi swarg se bhi jyada sunder hai mai iski shan ke liye  kuch bhi kr skti

Similar questions