Math, asked by priyankainpriyanka, 1 year ago

Kisi aayat ki lambai uski chodai se 5cm adhik h . ydi lambai ko 2guna or chodai ko 3 guna kar diya jaye to bye aayat ka chetrafal vashtivik aayat se 70 cm^2 badh jata hai . aayat ki lambai or chodai gyat kijiyr . hal ki janch nhi kijiye.

Answers

Answered by sumit96025
2

Answer:

Lambai (Length) = 7 cm aur Choudai( breadth) = 2 cm.

Step-by-step explanation:

Mana ki choudai (breadth) x hai to lambai (length) = x+5.

Lambai ko 2guna or chodai ko 3 guna karne ke baad ==> Lambai = 2(x+5)

Aur Choudai = 3x.

Now, Chetrafal ka antar = (badhane ke baad - vastavik chetrafal)= (3x)(2x+10) - x(x+5) = 70

               6x²+ 30x - x² - 5x = 70

               5x² + 25x - 70=0

               x² + 5x - 14 = 0 ==> x=2   and -7( nahi ho sakta)

 So, x=2

ChaoudaiBreadth) = 2

Lambai(Length) = x+5 = 2+5 = 7

Similar questions