Science, asked by abhay4090, 1 year ago

kisi ghan kendra par10 micro culam ka aavesh rkha hai ghan ke ek phalak se nikalne wala baidhut plux ki gadna min ye​

Answers

Answered by Chauhanshahab
0

jaisa ki baidhut flux ka Siddhant hota

phi = e.ds

= edscos(quota)

angle hmara 0 hoga toh sirf. eds lagaoge or hum ek or tarika jaante hai phi nikalne ka according to gauss law

phi = Q/e.

charge means avesh diya hua 10 micro columb or epsilon ki value hoti hai 8.85 ×10^-12

or area ka Siddhant lagaoge or sabko equivalent rakho toh electric field ki value aajaegi phir dobara electric flux ke Siddhant me rakh Dena flux aajaega

Nhi toh dusra tarika hai direct gauss law ke Siddhant me rakho charge or epsilon ki value tabhi aajaega tumhra answer aaega 1.12×10^9

Similar questions