Math, asked by jkavita9349, 11 months ago

Koi dhan 8% ki dar se 2 saal mai 7290 ho jata h to wah dhan kya hoga

Answers

Answered by utkarshmishra9819
0

Answer:

Lagta hai shayad qap likhna bhul gaye hain ki simple i nterest hai ya compund interest.Toh question dekhte hue mai ise simple interest se karunga

dhan ko x maan lein

toh do saal me jo interest banega woh hoga= (x*2*8)/100=4x/25

ab final amount 7290 hai yani dhan+interest

7920=x+4x/25

7920=29x/25

x yaani dhan=6827.59 rupees

Similar questions