Hindi, asked by sumaiya9119, 1 year ago

Krishna sobti ka jeevan parichay in hindi

Answers

Answered by shreenidhi2
1
Krishna sobti ji ka janm San 1925, Gujarat ( pashchimi Punjab - vartamaan mai Pakistan) mai hua tha.

pramukh rachnaye:-

jindaginama, dilodanish, ae ladki, samay sargam(upanyas); daar se bichudi, Mitro marjani, badalon k ghere, surajmukhi andhere k.

pramukh samman:-

sahitya aakadmi samman , Hindi akadami ka shalaka samman, Hindi akadami ki mahttar sadasyata sahit anek rastriya puraskaar.
Similar questions