Hindi, asked by dashingeagle, 7 months ago

kriya vikari Shabd hota hai ya avikari shabd.

pls explain with example
I will mark as brainliest answer for best answer​

Answers

Answered by Bhramati
3

Answer:

इनमें संज्ञा, सर्वनाम, विशेषण और क्रिया विकारी शब्द हैं। 2. अविकारी शब्द : जिन शब्दों के रूप में कभी कोई परिवर्तन नहीं होता है वे अविकारी शब्द कहलाते हैं। जैसे-यहाँ, किन्तु, नित्य और, हे अरे आदि।

Answered by cheekubrainly24
3

Answer:

kriya vikari shabd is wrong,ots avikari shabd

Explanation:

kriya ki visheshta batane vale shabd avikari shabd (KRIYA VIDHESHAN) kehlate hai

EXAMPLE : Prabha pratidin parhti hai

KRIYAVISHESHAN KE 4 BHED HAI:

1. kalvashak kriyavisheshan:

Jo shabd kriya ke hone ka samay batate hai,veh kalvashak kriyavisheshan khelate hai....for eg. hamesha(always) ,abhi(now)

2.sthanvashak kriyavisheshan:

jo shabd kriya ke hone ke sthan(place) ka bodh karate hai,veh sthanvashak kriyavesheshan kehlate hai....for eg. paas(near) , vahan(there)

3.parimanvashak visheshan:

jo shabd kriya ki matra(quantity)ka bodh karate hai,veh parimanvashak kriyavisheshan kehlate hai ......for eg.thora(less),kafi(enough)

4.retivashak kriyavisheshan:

jo shabd kriya ke hone hi reti ko bata te hai,veh retivashak kriyavisheshan kehlate hai......for eg. muskurakar(with a smile) ,fatafat(quickly)

This is the right answer and every answer eould be related to this,you can too take help of your old hindi vayakran(grammar) books..

I HOPE YOU FOUND MY ANSWER HELPFUL.....

Similar questions