Hindi, asked by kit2avpensesugan, 1 year ago

Kya apradh ko khatam krne k liye mrityu dand awashyak h???

Answers

Answered by kvnmurty
0
nahin.  awashyakata to  nahin hai.   isee liye bahut saare aparaadhiyon ko jel mein rakhte hain  aur  unse kaam karvaate hain...   unke soch mein budhee mein  parivartan laane ki koshish karate  hain.  

lekin agar kort ya jaj aisa nirnay leta hai , phansi dene ka, iska matalab hai ki aadmi  theek nahin ho sakta ya vah bahut  kharaab hai..   aparaadhee nahin badala ya maphee nahin mangta ... ya aparadhi sochta hai  ki  vah sahee tha..  tab kaanoon ko  aur koi rasta nahin hota..

Similar questions