Hindi, asked by ma5hihem6apri, 1 year ago

kya kichad gandagi hai infavour can u answer by tommorow please.

Answers

Answered by monu7bishnoi
6

Kya kichad gandagi hai?

Haa Kichad ek prakaar ki gandgi hi hai . Jo ki paani aur mitti ke saath anya cheeche mine se banta  hai . samay  ke saath sadan aur kitaanu panapne se usme durgand aane lag jaati hai jo ki  paas ke prayavaran ko haani pahuchati hai . Phir iss gandgi aur sadan se bimaariya failti hai . Kamjor samta wale bachhe aur boodhe  bimaar pad jaate hai . Kabhi kabhi ko sadan inti trav hoti hai ki pass se gujarna bhi kathin hota hai .Phir maleriya aur dengu ke machhar panpte hai . Issliye niaran ye hi hai ki kichad ko banana hi naa de aur paani aur  mitti ki nikaasi alag alag rakhe . agar kahi paani ruk bhi  jata hai to hum keetnaasak davaiyo ka chidkaav kre . ye hi saavdhani hai .

 

Similar questions