Hindi, asked by TAHNIYATSAGHEERA, 1 year ago

Kya koi mujhe bataayega? Kumhaar,julaaha,badhaayi,kisaan,
Bamsour,sunaar ki significance?

Answers

Answered by shashipandey1
0
I m telling u that I know
kumhaar is d one who makes clay pots
julaah is a weaver
kissan is a farmer
badhaayi is a carpenter

Sunnar is d one who makes gold jewellry

waseemMohammed: where's bansoor
shashipandey1: sry i dont know dat one read it crfully i wrote i m telling the one that i know
waseemMohammed: ohh
řåhûł: pls message me
Answered by waseemMohammed
0
Namaste dost,
kumhaar wo hai jo ghade, matke,ran Jan banata hai. garmi ke mausam mein hame akhsar thanda paani chahiye. ya phir jab kisi ki shaadi ho rahi ho to ham jyada kumhaar ke paas jate hain.
julaaha wo hai jo kapde bunta hai. haath se bune jaane wale kapdon ko hath-kargha kehte hai. pehle jamane mein inki avashyakta bahaut thi par ab har cheez machine se banayi jaati hai.
Badai wo hai jo darwaze,khidki, kursiyan banata hai.Ghar ka nirmaan karte samay inki jaroorat hoti hai.
kisaan wo hai jo dinrat mehnat kar ke Ann ugata hai . use gaun(village ) ki reed mante hain .agar kisaan nahi honge to hamara baet( stomach ) nahi boardgames.
bansoor wo hai jo bans se tokri, jhule, khilone banata hai.ye sab cheezain banane wale ko bansoor kehte hai.
sunaar wo hai jo sone ( gold) se aabhushan(ornaments ) banata hai. sonar hi nahi balki chandi se bhi angoothi ,haar, choodi banata hai.
HOPE IT HELPS YOU PLEASE MARK IT AS BRAINLIEST ANSWER PLEASE PLEASE PLEASE. ........

waseemMohammed: please mark it as brainliest answer
waseemMohammed: mark it as brainliest answer
waseemMohammed: if it helped please it's a request
waseemMohammed: I need only 2 brainliest answers for gaining new rank
Similar questions