Kya nirash hua jaye ka saransh
Answers
Answered by
13
kya nirash hua jaye ka mukhya sandesh yahi hai ki chahe manushya ko kitni hi kathinaio ka saamna kyon na karna pade...chahe kitne hi dhokhe use kyo na sehna pade , aur chahe uske sath aseem buraiya hi kyu na hui ho, parantu fir bhi use ishwar par apna wishwas nahi khona chahie. wastav me ishwar humara pareekshan kar rahe hote hai.....hume aisa to bilkul nahi sochna chahie ki is duniya me ache log bilkul nahi hai, kyuki aj ke is yug me bhi aise kayi anginat ache logo ki bhi jhalak dikhai padti hai jinhone bewajah hi aapki sahayta ki ho...aise me hume apne man ko nirash hone nahi dena chahie qki yeh dunia to kewal madhur ghatnao ko sarahne ke lie hai...to hum aise katu ghatnao ka smaran karke bekar me pareshan kyu hoye
aasha hai tumhe yeh uttar pasand aya...
aasha hai tumhe yeh uttar pasand aya...
Answered by
8
Answer:
Polyhydroxybutyrate (PHB): It is formed by the condensation of hydroxybutyric acid (3-hydroxy butanoic acid) molecules
Similar questions