kya padai aur khel kood ek sath ho sakte hai
Answers
Answered by
1
Haa bro
Padhai or khel kood eik saath ho sakte hai agar aap karna chaho to.Aap ko eik time table banana chahiye jiske har activity ke liye proper time ho.Aap jo energy khelne se paate ho usko padhne me lagao.Is tarah aap khel khood ke saath padhai jaari rakh sakte ho.
# Hope it helps
# Follow me

2
Hey friend!
Haan, padai aur khel kood ek saath ho sakte hai. Padai ke saath saath khelna bhi jaroori hai kyonki khelne se hamare shareer ka vikaas hota hai. Khelna jaroori iska matlab ye nhi ki poore din khelte hi raho, jitna ho sake pado aur jab thak jaao toh khel lo. Is tarah aap padai ke saath saath khel bhi sakte hai. Isse aapki bhuddhi ka vikaas hoga aur shareer ka bhi.
Hope it helps ^_^

Similar questions