India Languages, asked by TheLifeRacer, 1 year ago

kya sachme mahatma gandhi ne hi india ko aajadi dilwai keval unhi ka yogdan hai aur kyo ham aur mahapuruso ko yad nahi karte,jinhone desh ki aajadi me jan diya.?????

Answers

Answered by harshjainn2003
4
Bhai mana ki aur bhi log the jinki vajah se hame aazadi mili air vo hamari independence ka. Ek important hissa the par Mahatma Gandhi ko sab log jante hai kyuki unhi ne hi logo ko bina violence kare Britishers se ladna sikhaya.
Aaj tak kisi ne is tarah ka revolt nahi dekha tha jisme koi violence nahi hai.
Isliye log Mahatma Gandhi ko bahut mahan mante hai.

harshjainn2003: Haan bhai hame karna chahiye par hamesha jo logo ka sabse zyada yogdan hota hai unhe hi yaad kiya jaata hai
harshjainn2003: Jaise neil armstrong ko sab jante hai kyuki vo sabse pehle moon par gya that par koi edavard ko nahi jaanta jo dusra aadmi tha jisne moon par paer rakha
harshjainn2003: Bhai sabki apni soch hoti hai. Tumhe Bhagat singh pasand hai aur mujhe Mangal Pandey.
harshjainn2003: :)
harshjainn2003: :)
Answered by luckiest1
1

\huge\bold\pink{hello!!}

HERE IS UR ANSWER

____________________❤

✔✔There were many peoples and other freedom fighters but M.K.Gandhi too had a contribution.He was a member of Congress too.He stood non-cooperation and civil disobedient movements.✔✔

Similar questions