Social Sciences, asked by hemasahu356, 5 months ago

लुई XVI के राज्यरोहण के समय फ्रांस की आथिर्क स्थिति कैसी थी?​

Answers

Answered by rashatrughan
3

Explanation:

RajaRaja Ravan ke samay rajkosh Khali Paya lambe samay Tak chale yuddh ke Karan France ke vittiya sansadhan nasht Ho chuke the Varsha ke Vishal Mahal aur Raj Darbar ki shano Shaukat banae rakhne ki fazool kharchi karbosh alag se tha Louis 16 ke shasankaal mein France ne America ke Tera upniveshan ko Saja Shatru Britain se Azad karane mein sahayata dethi is yuddh ke chalte France per 10000000000 live se bhi adhik ka karj aur jud Gaya jabki use per pahle se hi dur kabo Chadha hua tha Sarkar se karj deta ab 10 pratishat byaaj ki mang karne lage fal Swaroop fancy Sarkar Apne budget ka bahut bada hissa Dinon din badhte ja rahe karj ko jhukane per majbur thi Apne niyamit kharchon Jaise na ke rakhrakhav Raj Darbar Sahab sarkari karyalay ho ya Vishwas vishwavidyalay on ko chalane ke liye francisi Sarkar karo mein vriddhi ke liye baat Ho gai per yah kadam bhi Na kafi tha

Similar questions
Math, 11 months ago