लॉक डाउन के समय घर में रहकर आपने अपने अंदर छिपी किसी प्रतिभा को पहचाना और उसे निखारा -इसे बताते हुए आपने दिल्ली वासी मित्र को पत्र लिखें l
Answers
Answer:
Mere pyari dost,
Asha hai ki tum thik hoge.Mai yaha
bilkul thik hoon.Is maha mari ke chal-
te sarkar ne lockdown hamare surkshit
rahne ke liye kiya hai.Yaha mere kuch
mitra apni kitaben kholkar bhi nahi
dekhte hai.lekin mai in chuttiyon ka
bhi sadupiyog kar rabi hoon.Maine in
lochdown ki chuttiyon me apne andar
choopi ek pratibha ko pahchana hai jo
hai meri chitra- kla. Maine iss lockdown
me bahoot saari paintings banaye hai.
Isse svi bahoot pasand krr rahe hai.
Mujhe ascharaya hai ki ye mujhe pehe-
pta kyu nahi chala.Sayad mai anya vis-
hayon me busy rahti thi iss liye.Or meri
didi ko yeh painting itni achi lagi ki un-
hone mujhe lockdown ke baad ek colo-
r box dilane ka vada bhi kiya hai.Mai ba-
khoosh hoon ki mujhme itni achi kla hai
or mai ise nikharne ki poori koshish krr
hoon.
Or tum agle letter me jaroor batana ki kya tumne bhi apni koi kla pahchani hai or vo kya hai?
Tuhari pyaari dost
...........
i hope it is right for you