Hindi, asked by swapnasabu1973, 11 months ago

लोक डा उन के दौरान मजबूत होते पारिवारिक रिश्ते

इसके लिए आप को अपने अनुभव के आधार पर येक मिनट तक बोले।​

Plz can anyone help me out with starting point

Answers

Answered by shreegigalkidz005
1

Explanation:

Hamare Bharat Desh ke Pradhanmantri Shri Narendra Modi ji Ne coronavirus ke khilaf Ek athulya Faisla lete Hue pure Desh Bhar Mein lockdown Ka Faisla nirdharit Kiya, is Faisal ko Hamare Desh Ke Pradhanmantri Ji Ne Hi srv Pratham pahal karte hue ghoshit kiya lockdown Ka Faisla pure Vishva Bhar Mein Bharat mein hi bread Nisha ke sath apnaya gaya hai jismein pure Bharat vasiyon ka Atulla yogdan hai ,iss is faceless Se Na Keval desh ko coronavirus ke khilaf Ladne ki kshamta Mili Hai balki log Apne gharon Mein rhkr Apni parivarik sambandh bahut acche banaa chuke hain ,is lock Down Mein parivarik Rishte Mein majbooti Dekhi ja rahi hai jismein Ghar Ke bujurgon Ko bacchon Ka Pyar Aur ghar ke bacchon ko bdo ke Prati Samman aadar ki Bhavna utpann ho rahi hai, is lockdown ke dauran Ramayan Mahabharat Shri Krishna Jaise Jaise program TV per prastut Kiye Ja Rahe Hain jisse Aaj Ki pidhi prerit ho rahi hai ,pure Desh per main Logon Ka Faisla parivarik rishto ko jodne Mein Ek Sundar kadi pratit ho rahi hai

I hope mere vichar aapke liye shyogi hoge

plz follow me

make me brain list

Similar questions