India Languages, asked by tahir73, 11 months ago

l kalma pe yakeen kesey khof sey nijat delata hai in one paragraph

Answers

Answered by zxcbnm
1
jub hum ek klmay ka yqeen krain to hum yeh mannay k liyay tyyar ho jatay hain ki humaree tqdeer sirf ek Purwerdigaar k hath main hai sirf wohi khushi day skta hai sirf usee k chahnay say tkleef hotee hai wohi bhalayi ki taqut rukhta hai. duniya k kisee aur bunday say na to durnay ki zaroort hai aur na umeed rukhnay ki zaroort hai.is tureh insaan duniya ki saree cheezoon say bay khof ho kr sirf ek apnay malik say durta hai.jo apnay malik say durta nahi hai uskoo duniya ki saree cheezon say durna pudta hai.

zxcbnm: is pen and paper ready
zxcbnm: likhooon ya nahi
tahir73: bolo
zxcbnm: jo b ab likha
zxcbnm: copy it
zxcbnm: kiya copy bhai
zxcbnm: u can b now WhatsApp friend
zxcbnm: ok bye
zxcbnm: actually i love to b in contact with students of all parts of this globe....THE EARTH
zxcbnm: aur khuch nahi
Similar questions