Social Sciences, asked by diyu8885, 7 months ago

लोकतंत्र मे मीडिया की भूमिका पर प्रकाश डाले

Answers

Answered by Khushboo8218
0

Answer:

Media ka loktantra me ek mahtavpuran bhumika hai kyuki jab deshvashiyo ke bich sach aayega tabhi hmara desh khul kar bol paayega or tabhi desh aage bhi baadh paayega, media ek esa sadhan hai jiske jariye hm pure desh ki aavaj bnn sakte hai

Answered by shishanksourav30
0

Answer:

Aaj ke Yug mein media ka loktantra mein bahut hi bada hath raha hai. Media hi Raj netaon aur aur Raj karta ki sari jankari Janata Tak pahunch aati hai jaise ki TV samachar patra it ityadi hamen hamare Desh mein hone wali sabhi ghatnaon se parichit karvati hai. aaj ke Yug mein media ka han bahut hi bada yogdan raha hai hi media hamare jivan ka han ek mahatvpurn hissa ban chuka hai hi jo ki ki hamara hamen main sari jankari bahut sare madhyamam ke dwara pahunch jata hai. media democracy ka chautha khamba bhi kaha jata hai.

Similar questions