Ladkiyon ko school na bhejne ke Ke Piche logo ke pass kaun kaun se Karan Hote Hain
Answers
Answered by
2
Answer:
kyoki stereotype ke karan he light sochte he ki ladkiyan kamot hothi isliyee
Hope It Helps...........
Thankyou.
Answered by
2
society ki thinking h
ki ladki ko jyada padhna nhi chahiye kyunki unhe to waise bhi housewife ban kar hi rhna h
agar jayda padh legi to apne rights ke liye ladegi ..isliye wo nhi padhate kyun ki agar ladki apni rights ke liye ladegi to society me bajjati ho jayegi
ladkiyon ko hmesha ladko se kam smjha jata h
men ko hi pradhan smjha jata h
but ab aisa Nhi h pahle ki tulna me bahut changing hua h
Similar questions