Lahasa ki aur chapter 10 class 9 summary ( NO BIG ANSWERS PLEASE!!)
Answers
Answer:
Lhasa ki aur chapter main Lekin Sikkim ke pahadon per ghumne ke liye gai aur vahan per alag alag jagah jaise ki unche pahadon per usne vahan dekha ki pahadi ne bahut mehnat Karti Hain aur pahad ko tod kr raste taiyar Karti Hain vahan ke bacche 3 kilometre paidal chalkar pahad chadh kar School jaate Hain aur usne vahan prayer bhi dekha prayer wheel ko dekhkar lekhika ko laga ki pure Bharat ki atma ek Jaisi hoti hai
usne vahan Sikkim ke border per foj k tent dekhe
to aabhas hua ki Apne Parivar se dur rahakar yah Desh ki seva karte hain hamen bhi inke Parivar ka Dhyan rakhna chahie
lekhika ne vahan kam karte majdur shrmiko Ko dekhkar socha ki Kitna kam lekar yah desh ko Kitna jyada lauta dete Hain
i think it will help u
and some mistakes are there due to voice typing
so , sorry for that