Hindi, asked by aqibreyaz007, 9 months ago

lakh ki churiyaan kahani se hume badloo ki swabhav ki kis visheshta ka pata chalta hai​

Answers

Answered by btsarmyjikookkookmin
2

Explanation:

badloo ek Bahut hi Acha swabahav ka insaan tha

usne Kabhi kisi se paise ke badle samaan nahi diya balki vastu vinamay (ek vastu ke badle dusra vastu lena)

Halaki vo lakh ki chudiya banata tha

kaantch ki chudiyo ke ane ke baad uska kaam sab khatam ho gay tha par badloo ne haar ke bhi haar nahi maani

hope it will help you.

Similar questions