letter on deshbhakti ?please i will mark your answer brainliest who will be the first.
Answers
Answered by
2
first of all write the format i am going to write format of informal letter
pariksha bhavan
city
pyaare bhai /behn
aasha krti hu k aap theek honge . mein bhi yahaa parr kushal mangal hu . meine aaj swatantrata ke samay ki ek film dekhi or meine socha k mein apne veechar tumse sanjhe kru . hmaari swatantrata ke liye kayi desh bhakto ne apni kurbani di hai . unki kurbani amulay hai . mere veechaar se deshbhakti ki zaroorat abb bhi hai . hmaare smaaj mein kyi buraiya hai jise khatm krne ke liye ek deshbhakt hona zaroori hai . deshbhati kewal swatantrata k liye nhi balki apne amaaj ko har buraai se bachaane ke liye hme apne andr deshbhakti ki bhaavna jgaaye rakhni hogi. mata pita ko mera namskaar kehna aur chote vhai ko mera pyaar dena
tumhaari behn
abc

kavleen123:
thnq soooo much......
Similar questions