Hindi, asked by sandeep189, 1 year ago

लखनवी अंदाज नामक व्यंग का क्या संदेश है

Answers

Answered by Shanaya51
51
lekhak ne samanti soch vale or Khud Ko aam Aadmiyo se vishistha mante hue banavti Jeevan shaili ka pradarshan karne vale logo ka mjak Udaya hai
lekhak ne is varg Ko samay ke sath badalne ka sandesh diya hai sath hi usne samkaleen nayi Kahani ke lekhako par bhi vyangya karte hue yha sandesh diya hai ki Bina vichar , ghatna or patro ke Kahani ki Rachna sambhav nahi hai
aisi Rachna Ko kahani nam Dena sahitya ki sarthakta par prashanchinh (?) lgana hai
kahani ka yha bhi sandesh h ki sabhi manushya (Insan) saman hai unme koi vishista ya aam Aadmi nahi hona chahiye.
Hope it helps
Answered by mohdperwaz312
94

Here is your answer

लेखक "लखनवी अंदाज" कहानी में यह व्यंग्य करता है कि नई कहानी के नाम पर जो लिखा जा रहा है उसमे न विचार है, न घटनाएँ है और नाही विचार है। ऐसी कहानियाँ किस काम की? केवल गंध और स्वाद के सहारे पेट नहीं भर जा सकता। अगर कुछ नाजुक मिजाज लोग इस तरह पेट भरने का दिखावा करते है तो वे अवास्तविक है ।

Similar questions