Hindi, asked by raojitendra1975, 10 months ago

lockdown ki sthiti mein Ham Sabhi Pinjre Mein gharon mein kaid hain theek Usi Prakar Jis Prakar pakshi Pinjre Mein kaid Rahte Hain Apne Anubhav ke Aadhar per bataiye Ki Har Tarah Ki Sukh Suvidha Pakar bhi pakshi Pinjre Mein Band Kyon Nahin Rahana Chahte ​

Answers

Answered by upadhyaybharat766
0

Har tarah ki sulh suvidha pane ki baad bhi pakshi pinjare mein isliye nahi rahana chahte kyunki agar ham scientific point of you se dekhen to kisi bhi jaanwar ko ham 1 saal 2 saal pinjare band rakhenge to unka mansik santulan us prakar ka nahin rehta jaise pinjare mein band hone se pehle tha.

abb ham thoda social nazaria se dekhte hein to pata lagta hai ki pakshiyon ki traha abb insan bhi ked mein hain use bhi saari sukh suvidha mil rahi hai par andar se man mein ek bhav toh uthta hi hai ki cholon ghum kar aate hain. hum log toh bol sakte hain par vo bejuban jaanwar kaise bolen ki hame bhi bahar ghumna hai hume bhi bahar nikalo .

Thanku

i hope it helps you

mark it as brainliest

Answered by SahinkaSarkar1319
0

answer:

pinjre mein band hoka raha na mai kuch maja nahi or pinjre ka bahar ki duniya kitni sundar ha ,ek pakshi jis ka pas sundar or akarsit pakh ho oo valo kasa pinjre ma raha ga ,asman ma urd ka pura duniya ko dakna ka maja or kaha kisi ko nahi sirf pakshi'o ko hi ha chaha jiha jitni bhi dukh suvidha raha parantu hamabhi bahar hi jana ..

but " if you love nature ,you will find beauty everywhere"...

Similar questions