Hindi, asked by SleetyMallard2874, 1 year ago

Ma'am can you give some examples of karmdaryae and tatpurush samas ... :)

Answers

Answered by saurabhverma
11
Karmdharae samas -
samastpad. vigraha
Nilambar. Nila hai jo ambar
Parmanand. Param hai jo anand
Mahadev. Mahan hai jo dev
Kamalnayan. Kamal ke saman nayan
Charankamal. Kamal ke saman charan
vidyadhan. vidya rupi dhan


Tatpurush samas-
Samastpad. vigraha
Gurudutt. Guru dwara dutt
Tulsikrit. Tulsi dwara krit
Pathshala. Path ke liye shala
Dhanhin. Dhan se heen
Amritdhara. Amrit ki dhara
Similar questions