मोबाईल : शाप
या वरदान (150-250)words Mein nibandh likhiye
हिंदी निबंध
Answers
mobile hamare liye ye vardan bhi hai aur abhishap bhi hai, mobile ki vajah se hamen nuksan bhi hota hai aur humne kafi jyada is madad bhi milati hai.
mobile phones hamare liye nuksan isliye paida Karti hai kyunki yah hamare aankhon ke liye achcha nahin hota hai aur kafi jyada radiation bhi failta hai Jin se kafi sar pakshiyon ki mrutyu bhi Ho jaati hai.
bhanvariya hamare liye vardan isliye hai jo ki purane jamane mein hamen chitthi pattiyon ka istemal karna padta tha kisi se sampark karne ke liye per is jamane mein mobile phone ko ham istemal karte Apne kamo ko aasan karne ke liye udaharan ke liye agar humne kuchh khane ka man Karta hai to ham mobile se khana order kar sakte hain aur agar kahin chori Ho jaati hai to ham police ko inform karte hain vah bhi mobile se yah mobile hamare liye abhishap bhi aur vardan bhi h. yahan per nirbhar Karta hai ki aane se kaise istemal karen agar galat kam ke liye agar istemal karte hain to hamare liye kafi jyada achcha nahin hota yani yahan hamare ya abhishap hota hai aur agar ham ise kam ke liye upyog karte Hain to yah hamare liye kafi achcha hota hai ya nahin hamare liye vardan hota hai.
Thank You.