Hindi, asked by ROHIT0003, 1 year ago

मुख फिल्म देखने का एक उपाय है कि आप अपने टेलीविजन की आवाज बंद करके फिल्म देखे ! उसके कहानी को समझाने का प्रयास करें और अनुमान लगाइए की फिल्में संवाद और दृश्य की कितनी हिस्सेदारी है?
SOLVE IT

Answers

Answered by Anonymous
7

Filmon main samvadon ka bohot mehatva hai.Kayi filmstar to medal apne samvadon ke Karan hi superstar bane.Fan kayi dialogs ki nakal bhi lagte hain kyunki kkayi samvad filmon ki jaan hote hain.

Mook filmein bohot man banti hain.Yadi ķahani damdaar n.a. ho to koi bhi mook film dekhne nhi jayega.

Doosri mehetvapoon baat hai ki mook kirdaar main anhinay kaun ker raha hai.

Film Pushpak ek mook film thi per usmein Kamal Hassan ka abhinay behad damdaar tha.Wo apne bhavon aur abhinay se kahani ko rochak bna dete hain.

Ussi prakar Koshish aur Barfi main mukkhya kirdaar mook aur badhir hote hain isi liye unhe kewal apne abhinay me dwara hi darshkon up ķahani samjhani hoti hai.

Hollywood abhineta Charlie Chaplin ki filmein bhi mook filmein thein.In filmon main unke Bhavon aur abhinay ki wajah se wo mook filmein superhit go thein.Mujhe aisa lagta hai ki mook

filmon main sabse badi zimmedari abhineta ki hoti hai ki do drishya ko apne abhinay se jeevant ker de.

.


Answered by mz122456789
0

Answer:

i didn't understand what was the reason given below

Similar questions