मौखिक
उद्देश्य:- Oral Expression
क. किस घटना ने डॉ. उमा तुली को 'अमर ज्योति' आरंभ करने की recall • description
प्रेरणा दी?
ख. अमर ज्योति' के कार्यकर्ता क्या कार्य करते हैं?
ग. इस संस्था में छात्रों को आत्मनिर्भर होने के लिए कौन-कौन से कार्य सिखाए जाते हैं?
घ. समाज का इन बच्चों के प्रति क्या कर्तव्य है?
Answers
Answer:
half half questions karke questions pucho na
क. Unke bhai ka accident Hona aur Bharat Chin yuddh ke dauran Ghayal hue Sainik ki ghatna Ne doctor Uma Tuli ko Amar Jyoti Aarambh karne ki Prerna Di.
ख. 'Amar Jyoti' ke karyakarta Samaj ke nichle varg Ke Log se Sampark karte hain aur unhen apni Sanstha ke bare mein batate hain aur unhen prerit Karte Hain Ki ve Apne bacchon ko Shiksha prapt karne ke liye Yahan bhejen.
ग. Ish Sanstha Mein chhatron ko aatm nirbhar hone ke liye Computer training , e - learning, spoken English , fashion designing , gehne banana ,Bakery, bijali ka kam, jute bag banana Jaise Karya sikhaye jate hain.
घ. Samaj ka in bacchon ke Prati Yahi Kartavya hai ki in bacchon ko Samaj ki mukhyadhara se jode aur inpar Daya na Karke inhen Inka hak den.