Hindi, asked by simcard4753, 1 year ago

मानव के जीवन में डायरी का महत्त्व निबंध हिंदी में

Answers

Answered by shubhiyadav36
1

Explanation:

diary Jivan Mein ghatne wali ghatnaon ko sthai Swaroop pradan karne ka Karya karti hai diary mein Pratidin ghatne wali ghatnaon mein se promote Kiya Vishesh Roop se prabhavit karne wali ghatna ko hi likha jata hai Jo Baat Ham kisi se nahin kar sakte use diary mein likhkar Apne Man Ka Bojh Halka kar sakte yah Ek Sath shreshth Mitra bhai tatha Aadarsh abhibhavak ke vartman mein likhi Gai utkrusht diary Bhavishya ka Sahitya Ban Jaati Hai yah Pratidin ke karyon mein Hamen niyamit rakhen Rahana Sikh Aarti diary lekhan Se Na Keval Atma vibhakti ki Santan Ka vistar Hota Hai balki abhivyakti ke Vikas Mein Sahayak hai vidyarthiyon ke liye to yah Vishesh upyogi is chhatron Mein Chintan Man Aur Swayam ko par rakhne ki chamta viksit Hoti Hai Sitaron Ki yah Sahayak hoti hai yahi Karan hai ki Sansar Bhar ki Adhikar Mahapurush Apne Jivan Mein diary likhte Hain Mahatma Gandhi Pandit Nehru George Washington Jaise Mahan vyaktiyon ke Jivan Charitra ka Aadhar Unki diary Pani Aur Din Se unke Jivan ke Anek tathya ujagar hue ............☺

Similar questions