Hindi, asked by madhavyochan, 9 months ago

“मैं पर्यावरण रक्षक हूँ ।” paragraph writing

Answers

Answered by aristamehta
8

Answer:

I am writing in English like it will be in hindi but with english letters as I don't have option to type in hind

main pariavaran rakshak hu main apne pariavan ko saf rakhta/rakhti hu aur kam se kam pradushand karne ki koshish karta/karti hu aur meri salah he ki app sabhi ko bhi pradushan rokna chahiye hamari dharti ko bachane ke tarike he

  • vayu pradusan - heme phatake nahi jalane chahiye app sab kehte he ki diwali mein phatake nahi jalayege toh maja kya par diwali roshni ka tyohar na hi apne pariavarn ko ashodh karna , hame choti duri pr cycle ya pedal chal kr jana chahiye aur gadio ko odd-even ka istmal karna chahiya
  • jal pradushan - hame jal ko ganda nahi karna chahiye , kachra , nahi fekna chahiye kyo ki ham pani pite he toh use ganda kyu krna

only this much u can tell me if u need more and soryy it is in english letters

hope this helps u.... if there is any spelling mistake... so sorry for that

Answered by gargivyadav2919
2

Answer:

Mark above as brainlist

Similar questions