मेरे जीवन का लक्ष्य पर निबंध
Mere jiwan ka lakhs per nibandh
Answers
Answered by
11
hy
___
jeevan mein har vidhyarthi ka ek lakshya jarur hota hai !!
bina lakshya ka ek vidhyaarthi , ek mari hui machili ki tarah hota hai jo nadi k bahaav mein behta rhta , usi tarah vah bhi bas zindagi k saath chal rha hota hai , use ye ni pata hota aakhir use jaana kaha hai
_____________________________
bachpan se mere kayi sapne the , mujhe kuch aisa karna tha , ki marne ki baad bhi mai logon k dilon mein jinda rahu, kuch achaa kar dikhaana tha , kayi log toh meri aalochna karteh the wo kehte ye zindagi m kabhi kuch haasil ni kar sakegi , maine mur kar kabhi jawaab ni diya , apni manzil kudh banaate rahi , aur abhi bhi chal hi rahi hu , raastein itne bare hain ki mere kadam bhi thak jaaye, lekin iraade abhi majboot hai , un logon ko galat saabit karne ka ye junoon h, ye aawazein gunjti h mujhme , mujhe aage badhne k lye protshaahit karti h , mujhe apni mehnat aur lagan aur ishwar aur khud par vishwaas hai "are chaand ko choone ki khwaashish rakhi hai" raastein aasan kse honge , jarur hi aaj apne sapne se door hoon lekin use choone mein mujhe waqt nhi lagega
_________________________________
a poem written by me
__________________
सपने तो सभी देखते है
कोई सुबह की रोशऩी मे
तो कोई रात के अधेरे मे
कोई आखो से देखते हैै
तो कोई हाथो से लिखते है
कोई सोने नही देते
तो कोई रात को नीद से जगा देते है
कुछ काच के टुकरे की तरह होते है
तो कुछ हीरे की तरह मजबूत हेते है
कोई पूरा कर जाते है तो कोई
अधूरा छोर जाते है
यू तो सपने सभी देखते है
hope you liked it
_______________

Attachments:
BrainlyWarrior:
Superb!
Answered by
4
■■मेरे जीवन का लक्ष्य ■■
मेरे जीवन का लक्ष्य है एक सफल पीडीअट्रिशन (बाल रोग विशेषज्ञ) बनना और मैं अपने इस लक्ष्य को हासिल करने की पूरी कोशिश करूंगा।
वर्तमान में, मैं अपनी नीट परीक्षा की तैयारी कर रहा हूं। मैं नीट परीक्षा में अच्छे अंक हासिल करने की पूरी कोशिश करूंगा, ताकि मुझे अच्छे और प्रतिष्ठित मेडिकल कॉलेज में प्रवेश मिल सके।
मैंने हमेशा एक पीडीअट्रिशन बनने का सपना देखा है क्योंकि मैं बच्चों का बहुत शौकीन हूं और मुझे उनसे बहुत प्यार है।मेरे चाचाजी भी एक पीडीअट्रिशन है और उन्हीं से मुझे पीडीअट्रिशन बनने के लिए प्रेरणा मिलती है।
अपने सपने को पूरा करने के लिए, मैं बहुत मेहनत करूँगा और अपनी पढ़ाई पर ध्यान केंद्रित करूँगा।मैं मेरे कॉलेज में पढ़ाए जाने वाले हर विषय को ठीक तरीके से समझने की कोशिश करूँगा।
Similar questions