Hindi, asked by abhishekchaurasia871, 5 months ago

माता का आँचलू' पाठ के आट्यार पर यह कहा जा सकता है कि
बच्चे का अपने पिता से आध्येकजुझाव या, फिर भी विपदा के
समय वह पिता के पास न जाकर माँ की शरण क्यों लेता है,
( C​

Answers

Answered by avinashgupta170304
2

Answer:

Mata ka aanchal path ke aadhar per yeh kaha ja sakta hai ki bachhe ka apne pita se adhik judav hone per bhi, vipda ke samay vah pita ke paas naa jaakar maa ki sharan is karan leta hai kyonki mata ki gode me vah apne aapko surakshit mahsush karta hai tatha pita chahe bachche se kitna bhi sneh rakhta hai vah mata ki mamta ki jagah nhi le sakta hai.

Similar questions