माता-पिता के आदर को लेकर शिक्षक और विद्यार्थी के बीच संवाद ??
Answers
student / guru ji Hume mata pita ka aadar kis prakar krna chieye
t / Hume subha uth kr un k charan chune chieye
s / accha guru ji aaj se hum b ASA krenge
t / ha , aur Hume mata pita se kabhi oochi avaz me baat nhi krni chieye
s / thik h guru ji
t / to ajj se sabhi bacche Asa krenge
s / han!!!!
thnku
hope its helps u !!!
Answer:
Teacher: bacho kya apko pta h ki
Hume hamesha mata pita
ka aadar krna chahiye?
Student: hann ji guruji.
Teacher: jo bache aisa krte h ve
sadev Safal hote h .
Student: ji guruji. Kripa Hume ye b
btayiyee ki hum kaise apne
Badoo ka aadaar kr skte h ?
Teacher: subah jaldi uth k unko
namaskar krna chahiye ,
unse unchii awaz me baat
ni krni chahiye.
Student: guruji , ye sab toh Hume
apne San Badoo k sath krna
chahiyee . H na ???
Teacher: bilkul sahi kha tumne .
Student: Mai toh Bhagwan ji Ko b
Pranaam krta hu aur unka
dhnyawaad krta hu ki unhone
mujhe aise mata pita diye .
Teacher: hamesha khush raho .