Hindi, asked by abhi9cherine9, 1 year ago

Maa ka mere jivan mein mahatv

Answers

Answered by zee92
1
Maa ke jesa is duniya mai koi bhi nahi hai ... Aur na kabhi ho paye ga ... Aur god ne maa ko banaya hai q k wo sab ke pas nahi ho pata ...agar aap ko koi live eg chahiye hoga to mom ke bina ek din reh kar dikhao ... Agar happy rahe paogay toh to u r great ... Means koi bhi help nahi na khana na kuch ... Agar rahe sakte ho toh phir tum ko god ki koi zarurat nahi...

zee92: Air ... Its aur*
zee92: Khana* not kaha
zee92: This were the tp mistakes
zee92: Bt i have edited answer
zee92: Press Thanks if it helped
zee92: Or
zee92: Comment if smthing should be changed
Answered by vedant13
2
MA shabda hi anmol hai...ma hamare janam ki karan hai...mà se hi din our ma se hai raat ..bhagavan har jagaha nahi dikhayi deta hai is liye ma ko banaya hai.ma ka ek nahi do nahi kitni prashnsa karu uatni kam hai..ma meri har kaam me madat karti hai...padhayi me..khelne me...khaane me....gaane me...kathaye Sunane me....mujhe mera havyaasa pura karne me ma ka hi dayitva hai... agar mai bimar padta hu to ma din raat mere seva karti hai.jab tak mai na sovu ma jaag rahi hai. kabhi kabhi sare raat tak ...bhi...karan mai nahi sopata hu to o bhi nahi So paati hai ..ek din .mere ghar aate hi bhai bola kyu itna der huva...jaldi nahi aa sakta tha kya...aise data.....lekin ma ne mujhe najdik bulaya our kaha beta bahut der se bhuka hai...haat pair dho ke aajav khana paros ti hu....ma ka ye shabda sunke dil ko bahut sukun Mila....jindagi me ma hi hai jo bachhon ko Samajh sake .unke liye apana sukh tyag sake...our unke ujval bhavishya ka sapna sach hone tak..ummeed banaye rakhe our uske liye athak parishram bhi kare.....ma ke bare me jitna bhi likhu utna kam hai.....ma mere jeevan ka avibhaajya anga hai...ma tuze mera shat shat pranaam...
Similar questions