maa kay prati samman vyakt kartay huay unke vishay may likhay
Answers
Answered by
1
Maa is duniya ka ek alag hi ajjoba Hai.
Maa apne bacho ko bahut pyaar karti Hai aur apna pet kat kar unka bharti hai. Maa Jo pyaar deti Hai waisa pyaar aur koi nhi de sakta Hai aur maa ka hona bhi sabko sambhav NAHI Hai.
Jinke pass maa hoti Hai unhe unki kadr NAHI hoti hai par jinke pass NAHI hoti unse pucho ki maa Kya hoti Hai. Maa ek ajooba Hai aur use bhadkar koi NAHI.
Jitna sneh maa deti Hai or de sakti Hai utna koi nhi de sakta. Hume maa ki kimat samajhna chahiye.
Hope this helps ......

Similar questions