महाभारत के आधार पर किसी एक किरदार के बारे मे दस वाक्य लिखे।
Answers
krishna k upar likha ja skta h
1. krishna vasudev aur devki k putra the parantu unki parvarish nandlal aur yashoda ne ki thi.
2. wo bachpan se hi bahut shararati the.
3. unhe makhan bhut pasand tha aur wo basuri bajane mein bhi nipun the.
4. mahabharat mein unne arjun ke sarthi ki bhoomika nibhai thi.
5. unhone draupadi ko apni behen mana tha.
6. draupadi cheer haran ke dauran unhone uski saari badhakar uski laaj rakhi.
7. mahabharat ke yuddha mein unhone प्रण liya tha ki wo pure yuddha mein astra nhi uthayenge.
8. wo ranabhoomi chodke bhaag jate the isi karan unhe ranchod ke naam se bhi jana jata hai.
9. jab dhritarashtra ne bheem ko gale se lgane ki iccha jatai tb unhone unke samne ek putla rkh diya jise todne k baad unka gussa shant ho gaya...isse ye pta chalta h ki wo bhut chatur the.
10. unhe chakravyuh ka rasta bhi bahut acche se pata tha.
hope it helps u.
plz mark as brainliest and plz follow me:)