Hindi, asked by JIAMITRSR, 11 months ago

mahadevi ji ka jivan parichay

Answers

Answered by kumarrajendra23
1

Answer:

1907 ki Holi Ke Dil Uttar Pradesh ke farookhabad mein jnmi Mahadevi Verma Ki prarambhik Shiksha Indore Mein Hui. Vivah ke bad padhaai Kuchh antral se fir shuru ki . mahadevi medium mein pure prant Mein Pratham I Aur chhatravriti Bhi Pai. yeh Silsila Kai kakshao Tak Chala baudh bhikshu Banna Chahti thi lekin Mahatma Gandhi ke Aawahan per Samajik Karya Mein jut Gai . Uchch Shiksha ke liye Videsh Na Ja kar naari Shiksha Prasar Mein jut Gai . Swatantrata Andolan mein bhi Bhag liya.

Mahadevi ne chhayawad Ke Char Pramukh Rachnakaro main Auron se Bhinn Apna Ek vishisht Sthan Banaya Mahadevi ka samapt Kavya Vedna May Hai . Inki Kavita ka Swar sabse Bhinn aur vishisht to tha hi sarvatha Aparichit Bhi Tha inhone Sahitya ko bejod Gad rachnaon se bhi Samridy Kiya Hai.

11 September 1987 ko inka nidhan hua. unhe gyanpeth puruskar se bhi sammanit kiya gya

Similar questions