Mahadevi verma ke vyaktitv ki visheshtayein
Answers
Mahadevi verma ke vyaktitv ki visheshtayein
Mahadevi Varma ji jinhe aadhunik Meera bhi kahte hai . Bahut ucchh koti kaviyatri aur mahan lekhika rhi hai .Unka janam UP mai aur Wo rajasthan mai divangat hui thi . unki rachnaaye Chaayawad se bhari hui thi . Chaayawaad Prem aur romas ka Vishay hai . wok e Savantrata Senani , Sikhshsaastri aur mahila karyakrt abhi rahi hai . Unhone mahilaa uathaan ke liye bahut si rachnaaye likhi .Mahadevi bachpan se hi likhne ki sokeen rahi thi . Unhe kavitaaye likhna bahut pasand tha . Jab bachpan mai sab khelte the wo kavitaaye likhti thi . wok e achhi chitrakaar bhi thi . Unhe humesha bharat ke bade kaviyo mai mana jata hai . unhone sabhi bade puruskaar pratp kiye the .jaise Padam Vibhushan aur Sahitya Kala Akaadmi .Unhe Jaanwaro se bahut payaar tha . Unki bahut rachnaaye Paltu jaanware ko mukhy akirdaar maan kar likhi gyi thi jaise ”Gillu ”