Maharani Maharani Victoria ke Ghoshna Patra ka varnan karo history 500 shabdon mein
Answers
Answered by
0
Answer:
1 November 1858 ko Britain ki Rani Victoria ne ek ghoshna ki jise Bharat k pratyek shahar m padh kar sunaya gya . isme important baatien thi Jo is prakar h
- iske dwara ghoshit kiya gya ki Bharat m east India company dwara prashasit Pradesh ka shasan ab British crown ke dwara kiya jayega .
- iske dwara governor general Lord kaining ko crown ka pratinidhi banaya gya.
- iske dwara company ke sabhi sainik or asainik logo ko crown ki seva m le liya
- iske dwara Victoria ne ye bhi kaha ki dharm ke mamlo m koi bhi interfere nhi kiya jayega .
- 1857 ke vidroh ke apradhiyo ko chod Diya jayega lekin un logo ko nhi jin hone British officers ko Mara tha .
Explanation:
iske sath hi India ka shasan british government ko de Diya .
Similar questions