Hindi, asked by Shruti3395, 1 year ago

Mahatma gandhi ke bare mein hindi mein mein likh do

Answers

Answered by master0706k
1

Answer:

mahatma Gandhi in Hindi

Answered by shuklagyanendra05
5

Answer:

Gandhi ka janm porbandar mein 1869 mein hua tha.unke pita ka naam Mohandas karamchand Gandhi .

unki patni ka naam kasturba Gandhi tha. gandhiji padhai karne ke liye videsh chale gaye. 1915 mein vo Bhara loute.bharat Laut Kar unnohne bhaut se andholan kiye.jaise

1916 me unhone me bhiar me champaran district me kisano kw liye andholan kiya.1917 unhone kera district of Gujarat mein ek aandolan Kiya. 1942 mein unhone asahyog andolan launch Kiya jisko jyada safalta prapt nahi Hui.

1942 mein gandhiji ne Bharat chhodo aandolan ko launch Kiya .

1947 mein Bharat ,gaddhi ji ke athak prayas ke bad Azad hua .30 January ,1948 ko nathuram godse dwara gandhiji ko goli maar dene se unki mrutyu Ho Gai.

unki samadhi rajghat mein sthit Hai. Ham logo unhe rashtrapita ke naam se jante Hain, kyunki unhone apna Sara jivan desh ke naam qurbaan kar diya. unhone hamari azadi mein ek aham bhumika nibhai .unki bhumika ko Ham kabhi bhula nahin sakte unke jaisa vyakti shayad hi kabhi paida .

Ve apna Sara jivan sirf ek shaddgi mein bitha Diya. vah kahate the ki hame swadeshi chije apna chahie .hame apne hamesha apne vatavaran ko swachh rakhna chahie. aur unhin se prerit hokar pradhanmantri ne swachhata mission chalaya Hai jisse hamara samaj Sawch ho sake.

Similar questions