Hindi, asked by diksha30508, 5 months ago

make sentence in (Hindi)

1.sabse alag rahena.
2. inkaar karna
3. खुशी manana
4 bahut dar jana
5. nishchit hona
6. himmat pasth hona
7. dur se bhap lena
8. kam bigadana
9. bilkul anpadh
10. nirantar baten karna​

Answers

Answered by aachii29
1

Answer:

Mae sabse alag rehna chahti Hu

main Kabhi koi bhi khane ki chij ke liye inkar nahin karti

Reena Aaj bahut Khushi mana rahi hai kyunki uske ghar mein chhoti Si Pari aayi Hai

harshita Aaj bahut Dar Gai Thi kyunki raat ko usse bahut ganda sapna Aaya

Har cheez nishchit hona avashyak hai

uska himmat Aaj pasht ho gaya hai

ham sab ko dur se bhag Dena chahie kyunki samne se sharir yah Kaya jal sakti hai

Meri Dost ko kam bhi gane ka aadat per chuka hai isliye vah Har Bar bigad hi deta hai

yah bilkul anpadh Hai kyunki teacher ne itni bar padhaai kabhi bhi aise samajh Na Aaya

reeta nirantar baten Karti rahti Hai per mere ko kuchh samajh Nahin Aata

*Please follow*

Similar questions