Hindi, asked by nabilamaryam9518, 6 months ago

Man belagaam ghoda is vishay per apne vichaar rakhe

Answers

Answered by uv64466
2

Answer:

Sorry

I can't understand this question

Answered by ksiddhi442
0

Explanation:

Hamara man hamse kya kya nhi karwata hai !

Log kahte hai ki man nhi kar raha padhne ka ,koi kam karne ka ... kyu kyuki hamara man hamare sarir ko control kar rha hai aur jab tak ham apne man ko apne kabu me nhi karenge tab tak ham khud ke liye sahi kam nhi kar payenge. Hamare man ki to adat hai ki jo usse achha lgta hai wahi hamse karwayega, par hame hi ye decide karna hai ki hamare liye kya achha hai .

Hamare man ko to wahi chije achhi lgti hai jisme hame mehnat na krni pare , par kya aapko lgta hai ki bina mehnat ke ham life me kuchh kar payenge.

Isiliye hame apne iss beiman man ko kabu karna hai aur apne dimag ki suna hai ...

Similar questions