Hindi, asked by vaibhavpandet6, 10 months ago

मन की मन ही माँझ रही।
कहिए जाइ कौन पै ऊधौ, नाहीं परत कही।
अवधि अधार आस आवन की, तन मन विथा सही।
अब इन जोग सँदेसनि सुनि सुनि, बिरहिनि बिरह दही।
चाहति हुती गुहारि जितहिं तैं, उत तें धार बही।
'सूरदास' अब धीर धरहिं क्यौं, मरजादा न लही।।
समस्त पंक्तियों का भाव स्पष्ट कीजिए।

Answers

Answered by munnidevi97
3

Answer:

isme gopiya udhav se kahti h ki hamri man ki baat hamri man mai hi raha gyi kyuki gopiya krishna se bhut kuch kahna chhahati thi pr ab wo kuch nhi kah payagi kyuki wo udhav ko aapna sandesh dena ka sahi patra nhi samajti thi . Gopiya ko ye saari baat sirf krishna se kahni thi. Gopiya kahti h ki itne samay se krishna ke aane ki aashaa ko hm aadhar mankr hm hr traha ki pida sah rhe the ki krishna aayage to hmri sari pida khatam ho jayagi. par krishna ne hamare liye gyan yog ka sandesh bhejkr hme Or bhi dukhi kr diya h. Hm virha ki aag mai or jalne lage. Aishe samay mai koi apne rakshak ko bulata h pr hmre jo rakshak h wahi hamre dukh ka karan h. Gopiya udhav se kahati h ki hey! udhav ab hm fir aj kyu dare? prem ki maryada hi ki prem ke badle prem hi diya jata h. pr krishna ne hamare saath chal kiya h. unhone maryada ko thoda h....

Similar questions